Dil mein hai ek baat , hoton tak aati hain , uske aage nahin..
Nazaron ke saamne hai , par kisi aur ko dikhta nahin,
Sab log in lafzon ko samajhne ki koshish kar sakthe hai , par asal mein samajhte nahi
Ek uljan hai is dil mein, na jaanu mein na jaane koi
Yeh baat hai , yaa sirf ehsaas hai?
jo dard banke dil ko chubta hai

No comments:
Post a Comment